Aaj Ka Akhbaar

Aaj ke akhbaar ke hain bas do yaar
Ek hai pakodewaala Pooranlal
Aur duji hai humaari sarkaar
Phela Garam Garam Pakodon
main Masaalon ka kare aisa phair
Ki pait saaf huyi jaave…
Duja khabron
main maslon ka aisa kare phair
Ki Brainwash hui jaave…