Train ka coach jab purana ho jata tha toh usse yard main shift kar dete the… Aur woh wahaan khade khade din raat dusri trains ko apne aage nikalte hue dekhta tha… Par jab hum usmein luka chuppi khelne jaate the, tab usmein bahut si aisi cheezein milti thi jinka koi mol nahi laga sakteContinue reading “Ghar Ke Buzurg”
Monthly Archives: August 2018
Ghar Ki Subah
Iss Kavita se mere ghar ke savere ki gandh aayegi! Subah savere jab pheli baar Papa uthaane aate hain Toh unki chillahat ke saath main ek sugandh shaving cream ki aati hai Jo ‘5 minute aur’ ka bahana sunkar kam hone lagti hai… Phir neeche jab aata hu, Tab brush se phele aa rahi khudContinue reading “Ghar Ki Subah”